Monday, August 13, 2012

Itni takleef hui hai tere jaane se !

Itni takleef hui hai tere jaane se;
Dil karta hai ek nazar dikh jao kisi bahane se;
Zindagi rooth si gayi hai;
Waqt tham sa gaya hai;
Jhooti muskurahaten nahi ruka paati aasuon ke beh jaane se;
Itni takleef hui hai tere jaane se...